Channel: PhiloSophic
Category: Entertainment
Tags: 5000 years old citymysterious script of harappafacts about harappa civilizationphilosophicinteresting facts about indus valley civulizationmesopotamia factsmohenjo-daro factswho was the ruler of mohenjo-darowhat is meluhhameaning of mohenjo-daroamazing things to know about an ancient city
Description: Sindhu Ghati Sabhayata duniya ki sabse badi ancient civilizations me se ek thi. Ye civilization Ancient Egypt or Mesopotamia ki sabhataon se bhi badi thi. 2016 mein hui ek discovery ye batati hai ki ye sabhayata kareeb 8000 saal purani thi. Is nayi discovery ko famous British journal "Nature" mein bhi publish kiya gya tha. Mohenjo-daro is sindhu ghati ka sabse bada shahar tha. Mesopotamia se jo lekhan mile hain unse ye pata chalta hai ki ve log shayad Indus Civilization ko Meluhha kahte the. Is video me hum sindhu ghati or Mohenjo-daro city ke baare me 10 rochak baatein jaanege. Umeed hai ki ye video aapko pasand aayegi.